|
Post by captain on Jan 18, 2007 2:01:00 GMT 10
|
|
|
Post by Lovely on Jan 18, 2007 4:17:47 GMT 10
|
|
|
Post by deadly on Jan 18, 2007 13:42:52 GMT 10
Next shair
|
|
|
Post by Lovely on Jan 19, 2007 3:16:57 GMT 10
kahan hai?
|
|
|
Post by deadly on Jan 19, 2007 13:35:10 GMT 10
Aray koi our post karay na baba
|
|
|
Post by Lovely on Jan 21, 2007 6:18:18 GMT 10
Guyzry hain kuch loug tary baad b idher se.., Magar tary khushboo na gaye rahguzar se...
|
|
|
Post by Lovely on Jan 22, 2007 3:16:40 GMT 10
Aapki DOSTI Ki ek Nazar Chahiye, Dil hai beghar use ek ghar Chahiye, Bas yuhi SAATH chalte raho ae DOST, Ye DOSTI hume UMRABHAR Chahiye...!!
|
|
|
Post by deadly on Jan 22, 2007 14:02:32 GMT 10
Nice
|
|
|
Post by deadly on Jan 22, 2007 14:04:42 GMT 10
Maayoos rehna meri aadat nahi hai Doston.. par har mor pe zindagi maayoos chor jati hai...
|
|
|
Post by captain on Jan 23, 2007 2:36:41 GMT 10
|
|
|
Post by Lovely on Jan 23, 2007 3:21:33 GMT 10
Aa k teri maang sitaron se bhar don, Apni haiayt saari uthar teri nazar don, Koi jo poochey mujh se umr bhar ki kamahi, Main muskuraon aur tumhey aagey kar don....
|
|
|
Post by deadly on Jan 23, 2007 13:13:23 GMT 10
cool
|
|
|
Post by deadly on Jan 23, 2007 13:14:33 GMT 10
Waaday bhi dost nay kya khoob nibhaye, Zakham muft mein aur dard tohfay mein bhijwaye, Is se barhkar wafa ki misaal kya hogi, Maut say pehlay hee dost kafan lay aye
|
|
|
Post by Lovely on Jan 24, 2007 5:19:59 GMT 10
Nice deadly
|
|
|
Post by deadly on Jan 24, 2007 13:41:31 GMT 10
Thankz lovely
|
|
|
Post by SupremeSohni on Jan 25, 2007 2:09:54 GMT 10
Ye shehar-e sang mein reh ker bhi chahtein maange Wo paiker-e sitam k ubharta hy nafraton ko sadaa Mager ye dil k uss he se mohabatein maange Mien ulfaton k siwa kuch na de sakoon jis ko
Ajeeb shakhas hy wo mujh se nafratein maange Dil mein hasrat hy k taaron se sajaa doon uss ko
aik wo k her dam siraf zulmatien maange
|
|
|
Post by zee on Jan 25, 2007 2:56:42 GMT 10
|
|
|
Post by Lovely on Jan 25, 2007 3:42:35 GMT 10
|
|
|
Post by deadly on Jan 25, 2007 13:29:45 GMT 10
Kool sohni
|
|
|
Post by deadly on Jan 25, 2007 13:32:15 GMT 10
yakeen ban kar log zindagi mei aatay hain khuaab ban kar aakhon mei sama jatay hain pahlay yakeen dilatay hain k wo hamaray hain phir janay kyun rastay mei tanha chor jatay hain....
|
|
|
Post by Lovely on Jan 26, 2007 3:06:44 GMT 10
Very nice deadly
|
|
|
Post by deadly on Jan 26, 2007 14:09:51 GMT 10
thankz
|
|
|
Post by Lovely on Jan 27, 2007 3:37:02 GMT 10
Kahin rahy magar wo khairyet se rahy.., Uthaye jab haath tu dua aik hi yaad aaye...
|
|
|
Post by deadly on Jan 27, 2007 16:10:18 GMT 10
Ye shehar-e sang mein reh ker bhi chahtein maange Wo paiker-e sitam k ubharta hy nafraton ko sadaa
|
|
|
Post by Lovely on Jan 28, 2007 4:28:28 GMT 10
KIa baat hai
|
|
|
Post by prettyss0 on Jan 28, 2007 18:11:00 GMT 10
nice frnds
|
|
|
Post by angel on Jan 28, 2007 21:40:56 GMT 10
well done frndz...keep it up.
|
|
|
Post by angel on Jan 28, 2007 21:41:54 GMT 10
KABHI TO APNA BANAKAR DEKHO
Kabhi Mujhe apna bana ke toh dekho, Kabhi tum bhi mujhse Dil laga ke toh dekho, Zamaana tumhe apna banana chahata hai, Kabhi mujhe apne dil mein basa ke toh dekho, Zamaane ne diye hai yun to lakho zakham, Kabhi un zakhmoh par malham laga ke toh dekho, Tumhe milenga yun toh Saahil bahut, Magar mujhe Kinara bana ke toh dekho… Dhadakte dil ko sahara mil jayega, Kabhi mujhe gale se laga ke toh dekho… Ishq ek Aisa nasha hai jo bhoola de is Jahaan ko, Is mein zara doob ke toh dekho… Kabhi Mujhe apna bana ke toh dekho, Kabhi tum bhi mujhse Dil laga ke toh dekho
|
|
|
Post by Lovely on Jan 28, 2007 23:31:43 GMT 10
buaht hi zabardast really Gr8 ager yeh poetry mary liye hai tu......... Thanks (dil se ) Kabhi Mujhe apna bana ke toh dekho, Kabhi tum bhi mujhse Dil laga ke toh dekho, Zamaana tumhe apna banana chahata hai, Kabhi mujhe apne dil mein basa ke toh dekho,
|
|
|
Post by angel on Jan 30, 2007 0:54:54 GMT 10
Kaise woh lot aye ke fursat usse nahin duniya samajh rahi hai mohabbat usse nahin. lagta hai aa chuki hai kami us ki chah main kafi dinon se mujh se shikayet usse nahin. dil ki zameen us ki hai banjar issi liye jazbon ki barishon ki jo aadat usse nahin. her cheez ikhtiar main rakhta hai woh magar dil se rehai pane pe qudrat usse nahin
|
|