|
Post by toweringniceguy on Aug 14, 2006 14:03:45 GMT 10
Ek Ajnabi
Ae Kash Koi Aesa To Hota Jo La Deta Mere Khwab Sare Jo Meri Sumandar Ankhon Se Chun Leta Azab Sare Jis Ki Sangit Me Mujhe Apne Hone Ka Ehsas Hota Mera Har Ansoo Us Ke Liye Azab Hota Par Ae Nadan Dil Mujhe Paata Hai Mera Wajud Kis Miti Se Bana Hai Mujh Ko Paata Hai Mere Saare Gham Mere Hain Yeh Tanhaian Bhi Meri Hain In Sumandar Ankhon Ke Azab Bhi Mere Hain Mera Har Ansoo Bhi Sirf Mera Hai Izat Daro Kai Is Shehar Main Yeh Izat Ka Janaza Bhi Mera Hai Gaerat Kai In Darbaro Main Yeh Chalni Wajud Bhi Mera Hai Rasm Wa Rawaj Ke Is Kafs Main Qaed Yeh Ruh Bhi Meri Hai Mera Har Khwab Shisha Hai Aur Yeh Insan Pathar Sare Ae Kash Koi Aesa To Hota
|
|
|
Post by prettyss0 on Aug 14, 2006 18:47:23 GMT 10
Itni dukhi poetry Feroz nice one
|
|
|
Post by zee on Aug 14, 2006 20:35:30 GMT 10
nice
|
|
|
Post by SupremeSohni on Aug 15, 2006 16:04:23 GMT 10
very nice..........
|
|