|
Post by zee on Jan 18, 2008 20:12:56 GMT 10
very nice Agnel and deadly
|
|
|
Post by angel on Jan 20, 2008 6:37:06 GMT 10
v.nice deadly
|
|
|
Post by deadly on Jan 21, 2008 15:41:40 GMT 10
|
|
|
Post by deadly on Jan 21, 2008 15:41:58 GMT 10
Bhula kay muj ko ager tum bhi ho salamat Tu bhula kay tuj ko sambhalna mujay bhi ata hay Nahi hay rasta badalna fitrat main meri Warna teri tarhan badalna mujay bhi ata hay
|
|
|
Post by zee on Jan 21, 2008 20:40:47 GMT 10
very nice
|
|
|
Post by SupremeSohni on Jan 22, 2008 1:37:06 GMT 10
Tu jo badla tu badal gae ham bhi mohabbat ki thi bandagi nahi waqt kat hi jaae ga kisi soorat tu koi shart-e-zindgati tu nahi[/b][/color]
|
|
|
Post by deadly on Jan 22, 2008 13:55:52 GMT 10
Zee je
|
|
|
Post by deadly on Jan 22, 2008 13:56:37 GMT 10
Very Nice Sohni
|
|
|
Post by deadly on Jan 22, 2008 13:58:03 GMT 10
Hum milay bhi tu kiya milay, Wohi dooriyaan wohi faslay, Na kabhi tumhari jhijak gai, Na kabhi humare kadam barhay
|
|
|
Post by SupremeSohni on Jan 23, 2008 1:29:54 GMT 10
jis shaks ke baghair guzara na ho saka yeh kia sitam ke woh hi hamara na ho saka aankhon ne jiske waste sadyon ka safar kia woh yun mila ke uska nazara na hosaka
|
|
|
Post by deadly on Jan 23, 2008 14:08:10 GMT 10
wOW sohni je
|
|
|
Post by deadly on Jan 23, 2008 14:10:13 GMT 10
khamosh thay hum to magrur samajh liya, chup hain hum to majbur samajh liya, yehi aapki galti hai k hum itnay karib thay, phir bhi aapnay hum ko door samajh liya..........
|
|
|
Post by SupremeSohni on Jan 24, 2008 3:38:25 GMT 10
Piyar se piyari koi majboori nahi hoti Kami apno ki kabhi poori nahi hoti Dilon ka juda hona alag baat hay Nazron se door hona koi doori nahi hoti[/color]
|
|
|
Post by deadly on Jan 24, 2008 17:38:06 GMT 10
udaas logoon say piyaar kerna koi to seekhay safaid rangoon main rang bharna koi to seekhay koi to aye nai rutoon ka payam lai ker andhairi ratoon main chand banna koi to seekhay
|
|
|
Post by deadly on Jan 24, 2008 17:38:34 GMT 10
Shaam bhi udas hogi raat bhi udas hogi Kafan me lipti meri laash hogi... Ae dafna ke janewalon unse keh do, Qabar main bhi unki tasvir mere saath hogi....
|
|
|
Post by zee on Jan 25, 2008 20:27:00 GMT 10
very nice friends
|
|
|
Post by SupremeSohni on Jan 26, 2008 3:54:10 GMT 10
************ ****************** Samne ho manzil to raaste na modna, Jo bhi mann mein ho wo sapna na todna, Kadam kadam pe milegi mushkil aapko, Bas sitare chun-ne ke liye kabhi zameen mat chodna. **********************************************
|
|
|
Post by angel on Jan 26, 2008 4:47:14 GMT 10
v.nice sohni & deadly....gr8 work
|
|
|
Post by angel on Jan 26, 2008 4:47:55 GMT 10
Chiraag lay k irrada tha bhukht ko dhondhien Shab_e_firaaq thi koi chiraag na milla
|
|
|
Post by deadly on Jan 26, 2008 14:10:09 GMT 10
Zee je & angel je
|
|
|
Post by deadly on Jan 26, 2008 14:12:33 GMT 10
mujhe haqiqaton ka tu ilm nahi.. mujhe khwabon ka bhi nahi pata.. mujhe apni itni khabar hay bas.. mujhe mojzon pe yaqeen hay..!!
|
|
|
Post by SupremeSohni on Jan 27, 2008 17:36:00 GMT 10
aankho me raha dil me utar kar nahi dekha, kashti ke musafir ne samander nahi dekha, yaaro ki yaari ka yaqeen kar liya maine, unke bazoo me chhupa khanjar nahi dekha.
|
|
|
Post by deadly on Jan 28, 2008 13:51:23 GMT 10
Nice sohni je
|
|
|
Post by deadly on Jan 28, 2008 13:52:36 GMT 10
Lehro se milkar na woh beh sake na hum, ek duje ke Dil me na woh reh sake na hum, jeet lete aasma ek din lekin, palkon ke khamoshi ko hoto se na woh keh sake na hum…
|
|
|
Post by zee on Jan 28, 2008 20:14:12 GMT 10
very nice
|
|
|
Post by deadly on Jan 29, 2008 13:22:37 GMT 10
Thankz Zee je
|
|
|
Post by deadly on Jan 29, 2008 13:33:00 GMT 10
tum socho to sab silsilay achay lagtay hain muje tumhare sham-o-sehar achay lagtay hain bohat dur tak jana magar lout ana muje tum se tumhi tak faslay achay lagtay hain...
|
|
|
Post by zee on Jan 29, 2008 22:29:27 GMT 10
very nice
|
|
|
Post by deadly on Jan 30, 2008 14:09:24 GMT 10
Thankz Zee je
|
|
|
Post by deadly on Jan 30, 2008 14:10:22 GMT 10
likho to kuch aisa likho k, qalam bhi ronay ko majboor ho jaye, har lafz mein dard bhar do itna, k parnay wala ronay par majboor ho jaye...
|
|