|
Post by shahreen110 on May 28, 2008 3:16:43 GMT 10
KAMI
Mujh main khusbu basi ussi ki hai Jaise yeh zindagi ussi ki hai
Woh kahin aas pass hai mere Ho na ho yeh hansi ussi ki hai
Ab to yeh khuwaab bhi nahi mere Ab to yeh nend bhi ussi ki hai
Yah to koi kami nahi mujh main Yah to phir mujh main kami ussi ki hai
|
|
|
Post by deadly on May 28, 2008 15:19:58 GMT 10
nice
|
|
|
Post by frnd on May 31, 2008 23:04:50 GMT 10
Gr8 thought
i m new S0 just say bachna ay haseeno lo Main Aa giya
|
|
|
Post by zee on Jun 9, 2008 22:47:00 GMT 10
very nice kafi mehnat say yeh post ki hai aap nay waisy aisi feelings Aioden ki kami say bhi hoti hain
|
|
|
Post by soulhacker on Aug 16, 2008 16:22:40 GMT 10
Salamz!!
Its awesome yaar....... "Woh kahin aas pass hai mere Ho na ho yeh hansi ussi ki hai" Meri taraf se ek shair erz hay Lafz Likhta Hoon Tu Ehsas Likha Jata Hai !! Dard Likhta Hoon Tu Pyas Likha Jata Hai !! Mere Zameer Se Wakif Hai Yun Kalam Mera !! Dost Likhta Hoon Tu Tera Naam Likha Jata Hai !!
|
|
|
Post by SupremeSohni on Aug 17, 2008 3:08:53 GMT 10
very nice shahreen and souhacker
|
|
|
Post by deadly on Aug 18, 2008 12:23:42 GMT 10
WEL COME TO DOSTI CLUB soulhacker
& nice shair 2
|
|
|
Post by soulhacker on Aug 20, 2008 15:41:20 GMT 10
Thnx buddy
|
|
|
Post by soulhacker on Aug 20, 2008 15:50:27 GMT 10
4 u my all Frndz
"Mohabbat khaas hoti hai Kuch khaas diloon main hoti hai Eik khaas nazar ki khaas enayat Kuch khaas lamhoon main hoti hai
Din aur raat se beniyaaz Her lamha ujala kerti hai Lafzoon ki mutaaj naheen hai Jazboon ki talib hai yeh Khaas diloon ka Khaas taraana
Ban ker laboon per sajti hai Mohabbat khhas hoti hai Khaas zarooratmandoon ki Khaas zaroorat hoti hai Bay loos Bay gharz
Shaffaf chandni ki tarah Pakeeza mohabbat hoti hai Aay kaash! Kay her dil khaas rahay Aur yunhi Mohabbat aabaad rahay...!!!
[My Comments]
Sacha pyaar ek keemti heerein (diamonds) ki tarah hota haiJo bohat keemti hota hai. magar sabko kaha milta hai... Jhutha pyaar tou pathjhad ki tarah hota hai Har jagah phaila rehta hai, par badkismati se wohi zyaada milta hai...
|
|