|
Post by deadly on Feb 26, 2008 13:42:26 GMT 10
Hamari khushi ki Khuda se fariyad na karna, bhula dena mujko kabhi tum yad na karna,
kiya barbad tune mujhe ye meri badnasibi thi, iltaja hai kisi aur ko yun barbad na karna....
|
|
|
Post by zee on Feb 26, 2008 22:20:48 GMT 10
zabardast
|
|
|
Post by deadly on Feb 27, 2008 13:40:36 GMT 10
Thankz Zee bhai
|
|
|
Post by deadly on Feb 27, 2008 13:48:58 GMT 10
Nafratoon ke teer khaa ker, dostoon kay shehar mein Humnay kis kis ko pukaara yeh kahani phir sahee
|
|
|
Post by zee on Feb 27, 2008 22:17:38 GMT 10
ko00o0l
|
|
|
Post by SupremeSohni on Feb 28, 2008 1:02:17 GMT 10
Ankhey to pyar me dil ki zuban hoti he , Sachi chahat to sada bezuban hoti he ,
pyar me dard bhi miley to kya ghabrana , suna he dard se chahat aur jawan hoti he
|
|
|
Post by zee on Feb 28, 2008 22:10:17 GMT 10
very nice
|
|
|
Post by deadly on Mar 3, 2008 13:50:00 GMT 10
Na-Jaany kon Sa Aansoo kiSsi Say kia Kah Day Hum ISsi Khiyal Say Nazar Jhukaye Baithy Hain...
|
|
|
Post by zee on Mar 5, 2008 9:30:31 GMT 10
nice
|
|
|
Post by deadly on Mar 6, 2008 13:24:52 GMT 10
Thankz
|
|
|
Post by deadly on Mar 6, 2008 13:26:10 GMT 10
Rasm-e-Ulfat hi Ijazat nahi daiti warna Hum Tumhain Aissa Bhullaien kay Sada yaad karoo
|
|
|
Post by zee on Mar 7, 2008 1:23:57 GMT 10
ko0o0o0l
|
|
|
Post by deadly on Mar 7, 2008 13:41:27 GMT 10
Thankz
|
|
|
Post by deadly on Mar 10, 2008 13:34:00 GMT 10
mitti k hum chiragh hain yun mat bujhayie naaadan tere taaq ki ronaq hum hi se he
|
|
|
Post by zee on Mar 11, 2008 1:23:37 GMT 10
nice
|
|
|
Post by deadly on Mar 14, 2008 14:12:15 GMT 10
Meray haaton ki lakiron main ye ayeb chupa hay mohsin main jis shaks ko chulon wo mera nahi rehta
|
|
|
Post by zee on Mar 15, 2008 22:54:39 GMT 10
nice
|
|
|
Post by SupremeSohni on Mar 15, 2008 23:46:17 GMT 10
umr bhar likhte rahe phir bhi warq saada raha
jaane kya lafz thay jo ham se tehreer na howe
|
|
|
Post by deadly on Mar 17, 2008 13:46:57 GMT 10
koooool
|
|
|
Post by deadly on Mar 17, 2008 13:53:04 GMT 10
Ye tanhai mera kaan main kuch khenay lagi hay Ek zaat meri zaat main ghum rehnay lagi hay Jis ankh ko kise nay bhi rotay nahi dheka Wo ankh teri yaad main num honay lagi hay
|
|
|
Post by zee on Mar 17, 2008 17:06:09 GMT 10
very nice
|
|
|
Post by deadly on Mar 19, 2008 13:20:21 GMT 10
Thankz
|
|
|
Post by deadly on Mar 25, 2008 13:37:08 GMT 10
Ye tanhai meray kaan main kuch khenay lagi hay ek zaat meri zaat main ghum rehnay lagi hay jis ankhko kise nay bhi rotay nahi dheka ? Wo ankh teri yaar main num rehnay lagi hay
|
|
|
Post by SupremeSohni on Mar 26, 2008 0:34:50 GMT 10
Manzilon per jab pohanchte hain, bicharte hain sabhi Raaston main hamsafar chore nahi jaate kabhi us se kehna zakham kha ker bhi nibhae jaatehain kuch taluq aise hain tore nahi jaate kabhi
|
|
|
Post by zee on Mar 26, 2008 1:49:14 GMT 10
ko0o0o0l
|
|
|
Post by deadly on Mar 26, 2008 14:00:23 GMT 10
Nice
|
|
|
Post by deadly on Mar 26, 2008 14:08:22 GMT 10
Aaenaa-a-khuloos-o-wafaa choor ho gaiy Jitne chiraagh-a-noor thay, be-noor ho gaiy
Maaloom ye hua ke wo raste ke saath tha Manzil qareeb aaiee to ham door aa gaiy
Kuch aa gaee ham ahl-a-wafaa mein bhi tamkanat Kuch wo bhi apne husn pe maghroor ho gaiy
Chaaragaron ki aisi inaayat huee Hafeez Jo zakhm bhar chalay thay wo naasoor ho gaiy
|
|
|
Post by zee on Mar 27, 2008 20:50:34 GMT 10
very nice
|
|
|
Post by deadly on Mar 28, 2008 14:02:16 GMT 10
Thankz
|
|
|
Post by deadly on Mar 28, 2008 14:03:51 GMT 10
wafaon ka sila wo nahi dete, yaaron mujhe marne ki dua kyon nahi dete,
ab tanhaiyon se mera dum ghutne laga hai, tum reshmi zulfon ki hawa kyon nahi dete,
saaya hun to phir saath na rakhne ka sabab kya, pathar hun to raaste se hata kyon nahi dete,
sehzar ho to dil shauk se looto mera, rehbar ho to manzil ka pata kyon nahi dete...
|
|